Friday, 17 October 2025

 Sun mere baat ko itte na ignore Kar

Moody sa chhora hu mai itte na bore kar

Baat sun galti ko maaf kar,shabdo ko bhul ja jajbaat ko pyar kar

Milenge lakho par Mai na milunga,bhulogi tum par Mai na bhulunga


Saath chal baat kar itta to pyar kar,promise hai tumko bhulunga nahi

Tum bin kisi pe marunga nahi....

Jo phir bhi nahi manegi to ja kahi bhar me...

Yaro ki gang hai meri,dosto ki toli hai

Idhar se aa ya phir udhar se sab Taraf apni hi bola hai

Baat Sun meri bhi jajbaat Sun

Manna hai to maan nahi to meri jhaat Sun

Jumlebaji ka dhandha Mai karta nai

Pagalpanthi ka businesses Mai karta nahi

Tere jaise Chhattis mere aas pas me rehti hai

Babu Sona Sona babu din bhar wo karti hai

Akal tere thikane nahi

Thikane Akal ka lagaunga mai

Jo itna bhav Khali hai

Bhav tumhare lagaunga mai


Featured post

 Sun mere baat ko itte na ignore Kar Moody sa chhora hu mai itte na bore kar Baat sun galti ko maaf kar,shabdo ko bhul ja jajbaat ko pyar ka...